Adavnce Recitation Monthly Quiz # 2

Your name ?
Al Qat'e means ___________
To stop with the intention to start again in a few minutes
To stop with the intention to end the recitation for that time
Hum Al Qat'e k saath ruknay k liye kisi bhi jaga per Quran main ruk sakte hain.
True
False, sirf Waqf Al Hasan per ruka ja sakta hai.
False , Waqf At Taam per ruka ja sakta hai Qat'e k liye
Tamam Juz ka ikhtitaam hamesha hi Munasib hai Al Qat'e k liye
Yes
No
معتل alfaaz woh alfaaz hai jin k ________________
Akhir main alif, ya or wow maddiyah hon
Akhir main alif wow ya ya hon
Akhir main ali wow ya ya na hon
وَيَرِثُ مِنْ آلِ يَعْقُوبَ Is ayah main يَعْقُوبَ per waqf kerte huay kitnay tareeqon say waqf kia ja sakta hai ?
Sukun Al Mahadh, Waqf Bir Raum
Sukun Al Mahadh, Ishmaam
Sukun Al Mahadh only kyun k fatha hai akhri hurf per.
هُوَ عَلَيَّ هَيِّنٌ main lafz هَيِّنٌ per kon kon say tareeqon say waqf kia ja sakta hai ?
Sukun Al Mahadh, Waqf Bil Raum, Ishmaam
Sukun Al Mahadh , Ishmaam
Only Ishmaam
Raum k liye hum harakah ka 2/3 hissa ada kerte hain
False, 1/3 hissa harakah ka baqi rehta hai
True
Harakah ki awaz na rahay lekin sirf us ki adaigi ka posture ada kia jay, yeh _________ main hota hai
Raum
Ikhtilaas
Ishmaam
أَن سَبِّحُوا بُكْرَةً وَعَشِيًّا lafz عَشِيًّا per waqf bil raum or ishmaam or sukun al mahadh kia ja sakta hai
No, kyun k waqf main aakhri harf alif maddiyah hai, jo sahih alfaaz main nahi hai
Yes
وَلِنَجْعَلَهُ آيَةً لِّلنَّاسِ وَرَحْمَةً lafz رَحْمَةً per Raum or ishmaam kia ja sakta hai ?
Yes, Ta ki harakah k mutabiq
No, kyun k Ta waqf ki soorat main Haa sakinah main badal jati hai, lihaza no harakah
يَقُولُ لَهُ كُن فَيَكُونُ lafz فَيَكُونُ per Raum k saath kitnay tareeqon say waqf kia ja sakta hai ?
3 ways , Madd Al Aridh 2 harakah, Madd Al Aridh 4 harakah, Madd Al Aridh 6 harakah
1 way , Mad Al Aridh 6 harakah
2 harakah
Ishmaam k saath waqf main tamam qawaid/rules wohi hongay jo aam waqf k liye hote hain.
True
False
سُبْحَانَهُ is lafz per waqf Mazhab ut Tafseel k mutabiq kitnay tareeqon say ker sakte hain ?
Kyun k haa per dhammah hai or is say pehle fatha hai, is liye all 3 ways are allowed
No , kisi bhi tarah haa zameer per nahi ruka ja sakta.
Sirf haa ki harakah dekh ker all 3 ways allowed
How did you find the test : )
{"name":"Adavnce Recitation Monthly Quiz # 2", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Your name ?, Al Qat'e means ___________, Hum Al Qat'e k saath ruknay k liye kisi bhi jaga per Quran main ruk sakte hain.","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Powered by: Quiz Maker