URDU BEGINNERS TAJWEED ASSESSMENT

Hurf k nikalnay ki jaga ko kia kehte hain Tajweed main ?
Siffat
Makhraj
Madd
Bunyaadi Tajweed ka hukum kia hai ?
Farz e kaafi
Farz e Kifayah
Farz e Ayn
Arabic Language main kitnay Makharij hain ?
17
16
29
Lahan e Jali ki kon si misaal hai ?
Ghunnah k baghair perhnaa
Hurf ki aik harkat ko lamba kerna
Harf ki madd ko ada kerna
Ghunnah ka Makhrj kia hai ?
Monh ka khali hissa
Naak ka baansa/Naak k andar ka hissa
Halaq or Naak k beech main
قَالُواْ هَـٰذَا ٱلَّذِى رُزِقۡنَا مِن قَبۡلُ‌ۖ Is ayat main say kon say huroof Qalqalah k hain ?
ق ، ب
ق ، ز
ق
Tanveen or Noon Sakin ka kia farq hai ?
Koi farq nahin hai , dono Noon hi hain
Tanween Chupi hui noon hai OR Noon Sakin zahir noon hai
Tanveen ki awz harkat hai or Noon ki awaz noon hia
Kon say huroof ka makhraj Zaban ki karwat/side hai ?
ض
ل
ض ل
Honton ki mukammal golai kis hurf ka makhraj hai ?
ف
و
ف و م ب
Wasat Al halaq say kon say huroof ada hote hain ?
ع غ
ع خ
ع ح
وَأُتُواْ بِهِۦ مُتَشَـٰبِهً۬ا‌ۖ وَلَهُمۡ فِيهَآ أَزۡوَٲجٌ۬ مُّطَهَّرَةٌ۬‌ۖ Is ayat main say Huroof Shajariyyah nikalye ?
ج ش ی
ج ش
ش
Woh huroof jo Zaban ki nok or Ooper k saamnay k daanton ki nok say ada kiye jatay hain ?
ث ذ ظ
ت د ط
ز س ص
Seeti walay huroof kitnay or kon say hain ?
3 - ز س ش
3 - ز س ص
3 - ز ص ض
Monh k mukhtalif hissay istemal honay k mutabiq Makharij ki kitni iqsaam hain ?
2 - Muhaqqaq & Muqaddar
5
4
Kon sa tareeqa Pichli Surah - Basmalah - Naee Surah ko perhnay ka haram hai ?
Pehli surah Basmalah k saath mila ker rukna or phir naee surah ko alag shuroo kerna
Pehli surah mukammal ker k rukna or phir naee surah ko phir Basmalah shuroo kerna
Aap ko test kaisa laga or koi suggestion ?
{"name":"URDU BEGINNERS TAJWEED ASSESSMENT", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Hurf k nikalnay ki jaga ko kia kehte hain Tajweed main ?, Bunyaadi Tajweed ka hukum kia hai ?, Arabic Language main kitnay Makharij hain ?","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Powered by: Quiz Maker