Advance Tajweed Course - Quiz 5 - FINAL

Your Name ?
Hum siffaat kyun perhain ?
Aik hi makharij say ada honay walay huroof ko achi tarah ada kernay k liye
Ta k makharij jan sakain
Zaroori nahi hai
Siffat ki qismain kitni or kon si hain ?
2 - Siffat e Lazimah & Siffat e Aridha
3 - Siffat e Lazimah & Siffat e Mutawassitah & Siffaat e aridha
No types
Jahr Siffat e Aridha main say hai
Yes
No
Zaban ki jar ko uthana kisi hurf k makhraj k saath ______ hai
Istifaal
Itbaaq
Iste'laa
Shiddat k saath harf ada kernay ka maqsad hai k
Hurf ka makhraj achi tarah mazbooti say lagay jai
Hurf ka makhraj zor say pakar k rakha jai
Hurf ko narmi say ada kiya jai
Hams k huroof ____ hain
8
7
10
Is phrase main kon say tawassut k huroof ay hain وَالَّذِينَ هُم مِّنْ عَذَابِ رَبِّهِم مُّشْفِقُونَ
ل ن م
ل ن م ر
ل ن م ر ع
Istitalah ka matlab hai
Awaz k zor ki waja say zaban ka saamnay ooper k 2 daanton k gumlines p just touch hona
Duad ka sab say bara makhraj hona
Duad
Ghunnah Akmal kis word main aya hai أُولَـٰئِكَ فِي جَنَّاتٍ مُّكْرَمُونَ
جَنَّاتٍ - مُّكْرَمُونَ
م اور ن mushaddad halat main - جَنَّاتٍ - مُّكْرَمُونَ
مُّكْرَمُونَ
Kon si siffat neechay doye gay options main say mazboot siffat main say hai ?
Jahr , Hams, Shiddat
Jahr , Shiddat , itbaaq
Jahr . takreer , Istifaal
Huroof ul Musta'liah main say sab say kam heavy kon say harf hai
ط
غ
خ
Tafkheem ka matlab hai hurf ko bareek perhna
Yes
No kyun k bareek perhna Tarqeeq hai
Is ayat main kin alfaaz main nabr mojood hai ذَٰلِكَ بِأَنَّهُمْ شَاقُّوا اللَّـهَ وَرَسُولَهُ
اللَّـهَ
شَاقُّوا
No nabr
Idgham bainal Huroof main noon sakinah, tanween or meem k idgham k rules shaamil hain ?
Yes
No
Is word main 2 huroof k darmiyan kon sa idgham ho raha hai بِغَضَبٍ مِّنَ اللَّـهِ
Idgham Mutaqaribain Sagheer
Idgham Mutajanisain
Idgham Mutabaa'edain
Hamza Al Qat'e kon si hamza hai ?
Hamza Al Wasl hi ka dosra naam hai
Hamza jo har haal main perhi jati hai
Hamza jo ruknay main perhi nahi jati
Af'aal/verbs main Hamza Al Wasl fail Mudharre main nahi pai jati
True, sirf mazi or amr main hoti hai
No
3 hurfi fail main hamza Al Wasl ka bohat si misaalain milti hain
No , Fail Mazi main sirf 5 ya 6 hurfi afaal main hoti hai
Yes
Ism main hamza al wasl ki harkat ________ rehti hai hamesha
Kasrah
Fatha
Dhammah
Is lafz ki Hamza Al Wasl ko kia harkat dein gay ? اسْتَجِيبُوا
Fatha
Kasrah
Dhammah
الْمَرْءِ main Hamza Al Wasl ko hum fatha k saath kyun perhtay hain ?
Kyun k yehi asaan hai
Kyun k Alif Laam aik hurf hai, or hurf main hamza Al Wasl hamesha fatha hi leta hai
Fatha k bajai kabhi kabhi pesh say bhi perhte hain
Hamza Al Wasl baad agar Hamza Al Qat'e sakinah haalat main ho to kia change kerte hain ?
Mad Badal say badal dete hain Hamza Al Qat;e Sakinah ko
Clear perhte hain dono Hamza ko
Hamza Al Wasl ko chor dete hain
Is word main hamza al wasl mojood hai أَفْتَرٰی
Yes
No, yeh Hamza Al Qat'e hai, kyun k afaal main hamza al wasl ki harkat kabhi fatha nahi hoti
How have you benefitted from this course, and how can we make it more better ?
{"name":"Advance Tajweed Course - Quiz 5 - FINAL", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Your Name ?, Hum siffaat kyun perhain ?, Siffat ki qismain kitni or kon si hain ?","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Powered by: Quiz Maker