Advance Tajweed Course Monthly Test 2

Qate' ka kia matlab hai ?
Tilawat kerte huay tehr jana
Tilawat kerte huay saans tor k rukna
Tilawat mukammal ker k rukna jab k aagay perhnay ki niyyat na ho
Ayat 2 p kia kia ja sakta hai ruknay ki soorat main ? ذِكۡرُ رَحۡمَتِ رَبِّكَ عَبۡدَهُ ۥ زَڪَرِيَّآ (٢) إِذۡ نَادَىٰ رَبَّهُ ۥ نِدَآءً خَفِيًّ۬ا (٣
Waqf only kyun k Qate' baat mukammal honay p hota hai
Qate' only
Waqf or Qate' dono kiya ja sakta hai
Mu'tal alfaaz kia hote hain ?
Jin k aakhir main alif ya wow ho
Jin k aakhir main koi bhi harf e illat mojood ho
Jin k aakhir main huroof illat k ilawa koi harf ho
قَالَ رَبِّ إِنِّى وَهَنَ ٱلۡعَظۡمُ مِنِّى Is ayat main aakhri lafz مِنِّى p waqf ki kia sooratain ho sakti hain ?
Ya maddiyyah ki tarah hi waqf hoga or koi or tareeqa nahin
Sukun Al Mahadh
Sukun bil Ishmaam
شَقِيًّ۬ا Kis tarah say waqf kia ja sakta hai ?
Waqf bir Raum
Waqf bis Sukun
Waqf Bil Ibdaal
يَكُونُ is word p waqf k tareqay batain
Ishmam only
Ishmaam, Raum, Sukun Mahadh
Sukun Al mahadh
بِقُوَّةٍ۬‌ۖ is p waqf ki kia sooratain ho sakti hain
Hazaf Tanween and then Waqf bil Ibdaal
Hazf gol ta
Waqf bil Ibdaal
عَشِيًّ۬ا p kia tareeqon say waqf kia ja sakta hai ?
ONly Waqf Al Mahadh
Only Waqf bil Hazf
ONly Waqf bil Ibdaal
ُلَهُم Kon sa waqf is p jaiz nahin
Raum or Ishmaam not allowed kyun k yeh meem ul jama' ki meem hai jis nay arzi harkat li hai
Raum not allowed
Ishmaam not allowed
How did you find your learning and quiz so far ?
{"name":"Advance Tajweed Course Monthly Test 2", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Qate' ka kia matlab hai ?, Ayat 2 p kia kia ja sakta hai ruknay ki soorat main ? ذِكۡرُ رَحۡمَتِ رَبِّكَ عَبۡدَهُ ۥ زَڪَرِيَّآ (٢) إِذۡ نَادَىٰ رَبَّهُ ۥ نِدَآءً خَفِيًّ۬ا (٣, Mu'tal alfaaz kia hote hain ?","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Powered by: Quiz Maker