Qiraat ki taraf wapis aanay ki niyyat rakhte huay aisay rukna k awaz or saans mukammal ruk jai
Qiraat k mukammal ikhtitaam per waqf kerna aisay k awaz or saans bhi ruk jai
Waqf Al Ikhtibaari say muraad hai ?
Saans leney k liye waqf kerna
Majbooran rukna
Ustaad ka talib ilm say imtihaan main waqf kerwana mukhtalif qawaid k mutabiq
ذَٰلِكَ الْكِتَابُ لَا رَيْبَ ۛ فِيهِ ۛ هُدًى لِّلْمُتَّقِينَ Is ayah main lafz فِیه per waqf kon sa waqf kehlaya jay ga ?
Waqf Al Hasan
Waqf At Taam
Waqf Al Kaafi
Aisa waqf jis per baat ma'nay or airaab k lihaaz say mukammal ho, us ko ____________ kehte hain
Waqf At Taam
Waqf Al kaafi
Waqf Al Qabeeh
Waqf Al Hasan or Waqf At Taam per i'aada/repeating from previous words, is not needed
True
False, Kyun k Waqf Al Hasan k baad i'aadah zaroori hai
Agar Waqf Al Qabeeh per waqf kia jai majbooran to bhi haram hai.
True
False
نَزَّلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ بِالْحَقِّ مُصَدِّقًا لِّمَا بَيْنَ يَدَيْهِ وَأَنزَلَ التَّوْرَاةَ وَالْإِنجِيلَ Lafz مُصَدِّقًا per waqf kon sa waqf hai ?
Waqf Al Kaafi
Waqf Al Hasan
Waqf At Taam
Kisi lafz per aisay rukna k awaz ruk jay magar saans jaari rahay ?
Sakt
Qate'
Waqf
Surah Al Anfaal & Surah At Taubah ko mila ker perhnay k kitnay tareeqay hain ?
Iqlaab ya Sakt k saath
Iqlaab, Sakt ya Waqf
No way
Sakt Al Wajib and Sakt Al jaaiz main kia farq hai ?
Wajib ki adaigi milaatay huay lazim nahi hai
Wajib or Jaaiz dono hi aik hain
Wajib main mila ker perhte huay lazimi adaigi kerni hai Sakt ki, jab k Jaaiz main hamaray paas choice hai
{"name":"Advance Recitation Monthly Quiz # 1", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Your name ?, Waqf ki tareef\/definition kia hai ?, Waqf Al Ikhtibaari say muraad hai ?","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}