Roz Marrah Ki Duaein- QUIZ

Create an image of a tranquil night scene with a crescent moon and stars, featuring a person peacefully reading a Quran in bed, with soft, calming colors.

Roz Marrah Ki Duaein Quiz

Test your knowledge about the prayers and Surahs to recite before sleeping. This quiz explores important Islamic practices for spiritual well-being during the night.

Participate and learn more about:

  • Prayers to recite at night
  • Benefits of Ayatul Kursi
  • Proper etiquettes before resting
10 Questions2 MinutesCreated by PrayingHeart321
Bistar par aaraam farmate waqt kaunse surathein padhni chahiye?
Surah Kafiroon, Surah Ikhlas, Surah Sajdah
Surah Ikhlas, Surah Falaq, Surah Naas
Surah Qadr, Surah Falaq, Surah Naas
Surah Ikhlas, Surah Falaq, Surah Fajr
غْٝٝرَانَكَ 'Ghufranak' kab padhna chahiye ?
Baithul khala mei daakhil hote waqt
Baitul Khala se nikalte waqt
Raat ke waqt kis Sureh ke aakhiri do ayat padhna chahiye ?
Surah Al Kahf
Surah Al Baqarah
Surah Al Mulk
Surah As Sajda
Sone se pehle Ayatul Kursi padhne se kya hota hai ?
Allah ki taraf se ek Muhafiz muqarar hojayega
Shaytaan subah tak humare qareeb nahi aa sakega
Ye padhlena humare liye kaafi hai
Ye padhlena humare liye, naukar se behtar hai
Bistar par lete huye Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kitne martaba padhna chahiye ?
Subhanallah (33 times) Alhamdulillah (33 times) Allahu Akbar (34 times)
Subhanallah (34 times) Alhamdulillah (33 times) Allahu Akbar (33 times)
Subhanallah (33 times) Alhamdulillah (34 times) Allahu Akbar (33 times)
Subhanallah (33 times) Alhamdulillah (33 times) Allahu Akbar (33 times)
Bistar par aaram farmatay waqt, Surah Ikhlas, Falaq aur Naas kitne martaba padhna chahiye ?
3 times each
4 times each
7 times each
1 time each
Kaunsa amal humare liye ek naukar se bhi behtar hota hai ?
Subhanallah (x 33) Alhamdulillah (x 33) Allahu Akbar (x 34) Padhna
Ayatual Kursi padhna
Surah Baqarah ke aakhiri do ayat padhna
Surah Mulk padhna
Baithul khala mei daakhil hote waqt kaunsi dua padhni chahiye ?
"Allahumma bismika amootu wa ahya"
"Allahumma inni au'zubika minal khubuthi, wal khaba'ith"
"Ghufranak"
"Bismillah"
Sone se pehle kaunsi dua padhni chahiye ?
"Allahumma bismika amootu wa ahya"
"Allahumma inni au'zubika minal khubuthi, wal khaba'ith"
"Ghufranak"
"Bismillah"
Kaunsa amal karne se Allah ki taraf se ek Muhafiz muqarrar hota hai ?
Sone se pehle Ayatul Kursi padhne se
Raat ke waqt Surah Baqarah ke aakhiri do ayat padhne se
Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar padhne se
Sone se pehle "Allahumma bismika amootu wa ahya" padhne se
{"name":"Roz Marrah Ki Duaein- QUIZ", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Test your knowledge about the prayers and Surahs to recite before sleeping. This quiz explores important Islamic practices for spiritual well-being during the night.Participate and learn more about: Prayers to recite at nightBenefits of Ayatul KursiProper etiquettes before resting","img":"https:/images/course2.png"}
Powered by: Quiz Maker