Advance Tajweed Test

A detailed infographic showing the different rules of Tajweed, with beautiful Arabic calligraphy and illustrations of letters and their characteristics.

Advance Tajweed Test

Enhance your knowledge of Tajweed with our Advance Tajweed Test! This quiz is designed for individuals who seek to deepen their understanding of Arabic phonetics and pronunciation rules in the context of Quranic recitation.

  • Test your understanding of essential Tajweed concepts.
  • Multiple choice questions for an engaging learning experience.
  • Perfect for both students and teachers of Quranic studies.
20 Questions5 MinutesCreated by LearningLight452
Q1)Siffat -ul-Huroof k kya matlab hai?
1.Huroof ko perhney k treeka
2.Huroof ka wazya hona
3.Huroof ko sahi perhna
4. Khobi ya Quality
Q2)Siffaat Lazimah Mutazaddah k siffat hain?
1.Hams,Jahr,Shiddah ,Rikhawah
2.Safeer,Qalqalah,Leen,Jahr
 
 
Q3)Hams ki Tareef?
1.Tajweed main awaz ka makhraj main na rukna.
2.Tajweed main awaz ki shidat
3. Tajweed main awaz ka makhraj main ruk jana lekin saans ka jaari rehna
Q4)Shiddah k Huroof hain?
1۔ء، ج، د، ع، ر
2 ت، ب، ٝ، ق
3م، ن، ج، د، ر
4ء، ج، د، ک، ق، ط، ب، ت
Q5)Tajweed main awaz ka Makhrij main kamzori say rukna hai?
1.Hams
2.Shiddah
3.Tawassat
4.Rikhawah
Q6)Ismaat,Izlaaq,Infitaah,Siffat hain?
1.Siffat-e-Lazimah Mutazaddah ki
2.Siffat-e-Lazimah ghair Mutazaddah ki
Q7)Iate,laa k lafzi mana hai?
1.Huroof ko mota perhna
2.Tajweed main awazka makhraj main ruk jana
3.Buland hona
4.Past hona
Q8)Tajweed main kisi harf ki adaigi kerte huay zaban ki jar ka neechay rehna hai?
1.Istifaal
2. Iste,laa
3. Shiddah
4. Hams
Q9)Itbaaq or Infitah main koi farq nahi hai?
1. True
2. false
Q10)ص، ض، ط، ظ ky huroof hain?
Infitah
Iste'laa
Istifaal
Itbaaq
Q11)ق، غ، خ ki adaigi nisbtan kam hoti hai ص، ض، ط، ظ say?
True
False
Q12) Izlaaq ky haroof hain?
2
4
6
7
Q13)Harf ki tajweed ky sath adaigi p koi asar nhi hai?
1. Izlaaq &Ismaat
2. Itbaaq& Infitaah
Q14) Tajweed main teiz seeti jaisi awaz ka apnay tang makhraj say nikalna kehlata hai?
1. Qalqalah
2. Safeer
Q15) ق، ط، ب_ ج، د ky letters hain?
1.Safeer
2.Hams
3.Qalqalah
Q16)Tajweed main harf main aik iztraab ki waja say awaz ka palatna baghair harkat ki mojoodgi k kehlta hai?
1.Qalqalah
2.Izlaaq
3.Safeer
4.Jahar
Q17)ر،ل Huroof hain?
1.Al-Inhiraaf
2.Infitah
Q18)Leen ka matlb hai?
1.Shakhti
2.Narmi
Q19)Kisi cheez ka aik dafa ya barbar hona kehlata hai?
1.Al-Tafashee
2. Al-Istiaalah
3.Al-Takreer
Q20)النَّاسٝ lafz main ghunnah hai?
1. Kamil
2.Naqis
3.Akmal
{"name":"Advance Tajweed Test", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Enhance your knowledge of Tajweed with our Advance Tajweed Test! This quiz is designed for individuals who seek to deepen their understanding of Arabic phonetics and pronunciation rules in the context of Quranic recitation.Test your understanding of essential Tajweed concepts.Multiple choice questions for an engaging learning experience.Perfect for both students and teachers of Quranic studies.","img":"https:/images/course5.png"}
Powered by: Quiz Maker