PRACTICE TEST - ADVANCE TAJWEED COURSES URDU 2018-2019 MID-TERM ASSESSMENT

Siffat ki ehmiyat kia hai ?
Hurf ki moti adaigi is k ghair mumkin nahin
Hurf ki mukammal sahih adaigi is k ghair mumkin nahin
Quran main siffaat ka wazih hukum hai
Siffat e Aridhah ki koi qisam ?
Ikhfaa
Ighaam & Iste'laa
Takreer
Makhraj main awaz ka bohat narmi say teherna _________ hai
Tawassut
Hams
Rikhawah
وَبِٱلۡأَخِرَةِ هُمۡ يُوقِنُونَ is ayat main say hams k huroof batain.
خ ت ھ
خ ت ھ ی
خ ت ھ ن
وَيَقۡطَعُونَ مَآ أَمَرَ ٱللَّهُ بِهِۦۤ أَن يُوصَلَ وَيُفۡسِدُونَ فِى ٱلۡأَرۡضِ‌ۚ Itbaaq k huroof kon say hain is ayat main.
ط ص
ط ص ض
ط ص ض ظ
إِنِّىٓ أَعۡلَمُ غَيۡبَ ٱلسَّمَـٰوَٲتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَأَعۡلَمُ مَا تُبۡدُونَ وَمَا كُنتُمۡ تَكۡتُمُونَ is ayat main say Kaamil Ghunnah ki misaal kis lafz main hai ?
كُنتُمۡ
إِنِّىٓ
أَعۡلَمُ
Qawi sifat kon si hain ?
Izlaaq Ismaat Tawassut
Hams Rikhawah Istifaal Infitah Leen
Shiddah Takreer Safeer Istitaalah Iste'laa waghairaa
Kisi bhi Harf ki siffat ziyaada say ziyaada kitni ho sakti hain or kam say kam kitni sifaat ?
5 - 7
7 - 5
7 - 3
Istitaalah say kia matlab hai ?
Duad ki adaigi kerte huay zaban ka makhraj ko lag ker aagay ki taraf dhakele jana
Duad ki adaigi kerte huay zaban ka makhraj ko lag ker peechay ki taraf dhakele jana
Duad ki adaigi kerte huay zaban ka makhraj ko lag ker ooper ki taraf dhakele jana
حَتَّىٰ زُرۡتُمُ ٱلۡمَقَابِرَ Is ayat main Ra ki tafkheem ki kia sooratain ho sakti hain ?
زُرۡتُمُ Sirf is lafz main
زُرۡتُمُ or ٱلۡمَقَابِرَ Dosray lafz p waqf ki soorat main moti hogi
زُرۡتُمُ or ٱلۡمَقَابِرَ Dosray lafz p waqf ki soorat main bareek hogi
وُجُوهٌ۬ يَوۡمَٮِٕذٍ خَـٰشِعَةٌ Is ayat main kon sa Mufakham/Tafkheem ka hurf hai or kia darja hoga Tafkheem ka ?
ھ - Highest
ع - Highest
خ - Highest
Nabr kis ko kehte hain ?
Kis hurf ko mazeed wazahat k liye baqi huroof say alag perhnay k liye awaz ka uthana or zor dena
Zor dena
Mazeed wazih kerna
Do huroof jab qareeb hon to un main kia qaidaa apply ho sakta hai ?
Mutaqaribain , Mutabaa'edain, Mutajaanisain, Mutamaasilain
Idgham Sagheer, Igham Kabeer, Mutlaq
Idgham Sagheer
Mutamaasilaam Kabeer ki kia exception rule hain ?
لا تامننا or wow ya ya leen / maddiyaah ka wow ya yaa mutaharrik k saath ana
Wow leen / maddiyaah ka wow mutaharrik k saath ana
لا تأمننا
يَوۡمَٮِٕذٍ۬ نَّاعِمَةٌ۬ In do alfaaz k darmiyan kia Huroof ka taluq kehlaya jay ga ?
Mutamaasilaan
Mutaqaribaan
Mutajanisaan
عَيۡنٍ ءَانِيَةٍ۬ In do alfaaz k darmiyan main Kia huroof k taluq kehlaya jay ga ?
Mutqaribaan
Mutajaanisaan
Mutabaa'edaan
{"name":"PRACTICE TEST - ADVANCE TAJWEED COURSES URDU 2018-2019 MID-TERM ASSESSMENT", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Siffat ki ehmiyat kia hai ?, Siffat e Aridhah ki koi qisam ?, Makhraj main awaz ka bohat narmi say teherna _________ hai","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Powered by: Quiz Maker