BEGINNERS TAJWEED FINAL COURSE

According to Quran what is Tajweed ?
Tarteel k saath perhna - Surah Muzammil
Tarteel k saath perhna
Khobsurat perhna
Lahn ka matlab or kitni types ?
Ghalti - 2 types
Izaafa - 2 types
Choti ghalti - 3 types
Kisi word main harakah ka lamba ker k perhna kon si ghalti hai ?
Lahn e Khafi
Lahn e Jali
Lahn e Qabeeh
Kis surah main Basmalah nahi perhi jati hai ?
Surah Al Anfaal
Surah Al hajj
Surah At Taubah
Tilawat ki raftaar k hisaab say slow say fast ki kia tarteeb hai ?
Hadr - Tadveer - Tahqeeq
Tahqeeq - Tadveer - Hadr
Tahqeeq - Hadr - Tadveer
Makharij ki 2 iqsaam hain - Makhraj Muhaqqaq - Clear & Makhraj ______________
Muallaq
Muqaddar - Hidden
Khufia - Hidden
ءَالِ فِرۡعَوۡنَ Is lafz main kon sa hurf Halaq ka hai ?
ء و
ف ع
ء ع
ت د ط ka makhraj kia hai ?
Zaban ki nok or Ooper k samnay walay 2 daanton ki gumline
Zaban ki nok or Ooper saamnay walay 2 daanton ki nok
Zaban ki nok or us k ooper ka hissa
Zaban ki jar or Taaloo ka narm hissa apas main lagay to kon sa harf ada hota hai ?
ک
ق
ق ک
فَضَّلۡتُكُمۡ word main kin huroof ka makhraj zaban ki karwat/side hai ?
ض
ل
ض ل
ل م
Kon sa hurf honton ki golai say ada hota hai ?
و
ف
ص
مِّن رَّبِّكُمۡ main kis qisam ka idgham hoga ?
Idgham m'al Ghunnah
Idgham bilaa ghunna
Izhar
ٱلصَّـٰعِقَةُ Is word main say Huroof Al Musta'liah kon kon say hain ?
ا ق
ص ق
ق
Meem sakinah k kitnay or kon say qawaaid hain ?
3 - Izhar, Idgham, Ikhfa
4 - Izhar, Idgham, Ikhfa, Izhar Haqeeqi
3 - Izhar Idgham Iqlab
ءَاتَيۡنَـٰكُم بِقُوَّةٍ۬ word main meem sakin ka kon sa rule apply kiya jai ga ?
Izhar - next ba ki waja say
Idgham
Ikhfa - next ba ki waja say
Qalqalah ki kon si qisam is word بِٱلۡحَقِّ‌ۚ main hai ?
Qalqalah As Sughra
Qalqalah Al Kubra
Qalqalah
وَرَآءَهُ ۥ وَهُوَ ٱلۡحَقُّ Is line main Madd Al asli ki kon si iqsaam hain ?
Madd As silaa As Sughraa
Madd As Silaa Al Kubraa
Madd Al Muttasil
إِسۡرَٲٓءِيلَ main Madd Al far'ee ki kon si qism hai ?
Madd Al Munfasil & Madd Al badal
Madd Al Munfasil
Madd Al Muttasil & Madd Al badal
بِهِۦۤ إِيمَـٰنُكُمۡ In alfaaz main Madd As Silaa Al Kubraa mojood hai ?
True
False
Madd Lazim ki tareef/definition ?
Harf Madd k foran baad alag word main Sakin hurf mojood ho
Harf madd k foran baad usi lafz main Sukun asli ya Shad mojood ho
Hurf Madd k foran baad usi lafz main shad ho
{"name":"BEGINNERS TAJWEED FINAL COURSE", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"According to Quran what is Tajweed ?, Lahn ka matlab or kitni types ?, Kisi word main harakah ka lamba ker k perhna kon si ghalti hai ?","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Powered by: Quiz Maker